Aaj to zidd hai ki aisi
kuch kar gujar hi jayege
lahoo ke har rang ki
aaj to zidd haiki aisi
tuzhe jukha hi jayenge
dekh li tere daman ki hadd
Aaj to zidd hai ki ais
tujhe hum apne sabr se haraynge
bas kuch to kar hi jayenge
har swaas se bas ek awaz nikalti hai
rook bhi jaye to kya
mar kar bhi hum jeevit ho jayenge
aaj hum tham na payenge
Aaj to zidd hai ki aisi
barsenge tere yehan ki sailab ayega
takht aur taj bhi tera hamre josh mein bah jayega
dil ki wo har dhadkan kaheti hai
ki bas aaj mit hi jayenge
Aaj to zidd hai ki aisi
kuch kar gujar hi jayege
Aaj to zidd hai ki ais
tujhe hum apne sabr se haraynge
bas kuch to kar hi jayenge
har swaas se bas ek awaz nikalti hai
rook bhi jaye to kya
mar kar bhi hum jeevit ho jayenge
aaj hum tham na payenge
Aaj to zidd hai ki aisi
barsenge tere yehan ki sailab ayega
takht aur taj bhi tera hamre josh mein bah jayega
dil ki wo har dhadkan kaheti hai
ki bas aaj mit hi jayenge
Aaj to zidd hai ki aisi
kuch kar gujar hi jayege
No comments:
Post a Comment